450 Rupaye Gas Cylinder Yojana - Jan Aadhaar Se Apply Karne Ka Tarika (2026)

 
Rajasthan government ki or se garib va medium varg ke liye 450 rupee me gas cylinder yojana chalai ja rahi hai. Is yojana ke tahat patr parivar ko LPG gas cylinder matar 450 rupee me diya jaye ye 450 rupee aapke bank account me aayege sabsidi ki kar is yojana se judne ke liye aapka niman diye gye step ka palan karna hoga.
Is article me ham aapko SSO Portal ke dawara apply karne ka process step dy step batayege.

द्रवरूप पेट्रोलियम गैस (LPG) kya hoti hai?

द्रवरूप पेट्रोलियम गैस (LPG) ek fuel hai jo gharon me khana banane ke liye use hoti hai. Isme mainly propane or butane gas hoti hai jisse jisse ek cylinder me dalkar gas ke roop me Garo me pahunchaya jata hai. Bharat me isi LPG gas cylinder ka use hota hai jise sarkar subsidy ke sath deti hai.

450 Rupaye Gas Cylinder Yojana kya ?


Yah Yojana Rajshthan ke un Parivari ke liye h jinke pas Jan Aadhaar card h or jo Sarkar dawara सामाजिक सुरक्षा or खाद्य सुरक्षा Yojana ka labhe government se le rhe hai or wo parson jis ne Ujwala Yojana se gas cylinder nhi laya wo bhi yah yojna ka labh le sakta hai.Isme gas cylinder ko Jan Aadhar se link karke sabsidi ka labh milta hai.

Yojana ka important labh

Gas cylinder only 450 rupees 
Mahila/woman or Garib pariwar ko raahat
Jan Aadhaar se sidha labh
Simple or saral process 

Eligibility (kon kon ye labh le sakta h)

Rajasthan ka niwasi
Jan aadhar card hona chahiye 
Family me LPG gas Connection hona chaiye 
Gas connection family ke kisi Parson ke name par hona chaiye 
Ujwala yojana se gas cylinder nhi liya wo bhi yah yojna ka labh le sakta h.

Important Documents 

Jan Aadhaar Card
Aadhaar Card
LPG Gas Consumer Number (LPG ID)
Gas Agency ka name (HP / Bharat / Indane)
Mobile (Jan Aadhaar se link)

👉 Agar aapne abhi tak One Time Registration (OTR) nahi kiya hai to pehle OTR ka process samjhein.

SSO Portal ke dawara apply karne ka process step dy step -


Rajasthan SSO Portal par Login kar 

Sabse pahle SSO Rajasthan Portal open kar
Apni SSO ID / Username or Password Type kare
Captcha bharkar Login Button per click kare.

Jan Aadhaar Application open kare

Dashboard me Applications search par jaye
Waha Jan Aadhaar par click kare aabh Jan Aadhaar ka mukhya page khole.

Aadhaar Authentication kare

Aabh Aadhaar Authentication waha se ak Choose kare
OTP / TOTP Authentication
Face Authentication
Verification pura kare Authentication safal hote hi next step kholee.
Note - OTP nhi aa rhi h Aadhaar me mobile number update karwaye.

Profile Update

Profile Update per click kare.


Jan Aadhaar Se Gas Cylinder 450 rupees me Apply Karne Ka Tarika (Step-by-Step)

 Jan Aadhar me Se Gas Cylinder 450 rupees me Apply Karne ke likhe nechee diye gye sabh step ko follow kare

Step 1 General Instructions

Sabh read karke tick karke proceed ke button per click Kare.

Step 2 Aadhar Authentication 

Upar Menu me Enrollment / Card ya Jan Aadhar Id Dale or search par click kare
Aadhaar Authentication zaroori hota hai
Aadhaar ko OTP verify kare
“I have read & agree” wala option tick kare
Submit kare

Note: OTP us mobile number par aayega jo Aadhaar se linked hai

Step 3 Editing option Select Kare

 “Editing Option” page open hoga usi parson ko select kare jis parson ke name par gas Connection ho yani jis parson ka photo gas dayari par ho Phir “Next” par click kare.
 

Step 4 Field Selection Me Additional Details / Seeding

Additional Details ko ✔ Select kare or Phir “Next” par click kare.

Step 5 Gas Connection Details 

Add” par click kare 
Niche “Select Seeding” ka option aayga us par click karna hai.
Yaha se Gas Connection Number (गैस कनेक्शन नंबर) chunee.
Gas Agency chunee (HP / Indane / Bharat)
Gas Consumer Number(LPG id) dale
Gas Dayri ka photo (PDF, Max 1MB) Upload kare.

Step 6 Save & e-Sign

Captcha bhare.

Save Details par click kare.

e-Sign karna Optionally hai.
Process pura hone Acknowledgement Receipt mil jayegi.

Note - Apka jaha par government dawara posan ya (गेहूं/ खाद्य सुरक्षा योजना) ja par milta h wa jakar Rasan me LPG ID seeding karwani hogi.

Successfully procces ke badh

Aapka Gas Connection Jan Aadhar me link ho jayega.
verification ke badh 450 rupe me gas cylinder ka labh milena suro ho jayega.
The subsidy will be directly implemented through the system.

Important Questions Answer

Q. द्रवरूप पेट्रोलियम गैस kya hai?

Ans. LPG(द्रवरूप पेट्रोलियम गैस ) ek fuel gas hai jo ghar me cooking ke liye use hoti hai.


Q. ₹450 gas cylinder yojana me kaun apply kar sakta hai?

Ans. Rajasthan ke eligible parivaar Jan Aadhaar ke through apply kar sakte hai.

Q. Jan Aadhaar se gas subsidy kaise milegi?

Ans. Online ya e-Mitra ke through apply karna hota hai

Post a Comment

0 Comments